Channel ke baare

AagMaal TV adults ke liye ek Hinglish chat site hai, ek made-up raat ke channel ki tarah bani hui. November 2026 se chal rahi hai, aur iski har host AI character hai.

Yeh kya hai

Humne 16 fictional hosts likhi hain, har ek ka ek invented show, ek shehar aur ek off-air zindagi. Unke shows ka ek fixed grid hai, har episode ka promo likha hua hai, aur credits ke baad woh tumse text pe baat karti hain. Masala TV isliye kyunki hum sab us par bade hue, aur uska drama kisi app ke chat se zyada accha hai. Sexy portrait aur banner har host ke paas hain.

Naam ke baare mein

Pata pehle mila tha, aur usme TV likha hai. Isliye har jagah saaf bolte hain: there are no videos and no streams here, sirf likhe hue shows. Domain ka shabd humari soch nahi hai, yahan hum sirf auraton aur hosts ki baat karte hain, aur promo page batata hai ki kya badla.

Yeh site kya nahi karti

  • Kisi se milwati nahi: milne wala koi hai hi nahi.
  • Character ko asli insaan, ya asli anchor ko character nahi banati.
  • Tumhari chats nahi bechti, na advertiser ko dikhati hai.
  • 18 se kam umar ka koi bhi character nahi likhti, kisi bhi bahane se.

Control room se baat

Footer ke address pe aaya mail ek insaan padhta hai: shikayat, galti, ya yeh ki Devika Varma remake ke baare mein galat hai.